
Chandni Muskuraye Jab Hawa Kuch Kahe
Samjho Meri Sadaye Hai Tere Saath Main
Jo Ghana Ho Fiza Main Andhera
Layenge Hum Savere Tere Liye
Le Chale Le Chale Yaadon Ke Yeh Kaafile
Jayenge Hum Jahan
Yeh Zameen Asmaan Mile
Narm Boondon Ki Rimjhim
Pehli Baarish Ke Din
Dopahar Garmiyon Ki
Shame Woh Sard Si
Rut Koi Koi Mausam Koi Ghadi
Ho Saath Main Humko Har Dam Tum Paaoge
Ahaatein Dheemi Dheemi Tere Awaaz Ki
Choti Choti Si Baaten Woh Shararat Bhari
Un Palo Un Lamho Ki Jaadoogari
Aaj Bhi Hai Sanjoye
Dil Ne Mere
Choti Choti Si Baaten Woh Shararat Bhari
Un Palo Un Lamho Ki Jaadoogari
Aaj Bhi Hai Sanjoye
Dil Ne Mere
Le Chale Le Chale Yaadon Ke Yeh Kaafile
Jayenge Hum Jahan
Yeh Zameen Asmaan Mile
Le Chale Le Chale
Jayenge Hum Jahan
Yeh Zameen Asmaan Mile
Le Chale Le Chale
1 comments:
Aarj hai..
Gulshan ki faqat Phoolon se nahi....Kato se bhi zeenat hoti hai.
Duniya mai jinay kay liyae Gaam ki bhi jarurat hoti hai.
Post a Comment